Facebook

Facebook is an app which connects your faces to the world....
Hindi mein kahu to Facebook ek app hai jisse ek admi ek jagah bhatte bhatte dur bhate kisi vyakti se baat kar sakta hai.. 
Uske baare mein jaan sakta hai ..
Or to or apne vichar usse share bhi kar sakta hai.

Shuruwat se dekhe to Facebook ki shuruwat California mein hui jisse Mark Zuckerberg namak ek shaks or unke kuch sathio ne milke banaya 2004 mein sirf ek school project k taur pr banaya ta..
Jo badme agge chhalker sabhi desho mein social media app ke taur pr istamal mein anne laga.

Use mein atte atte ajj facebook ka aisa alam hai.. smartphone se lekar ajj keypad wale phones mein bhi Facebook paya jatta hai.
Kher anna bhi chaiye.. bhala yeah kii choti baat thodi hai.. ki ghar bhaate bhatte kisi se baat karlo, ya uske vichar jaan sako, ya ghar bhatte kuch video's dekh kr kuch naya sikh sako.

Inke alava Facebook ki khoobi ek or bhi hai isse 13 varsh (age) se upar ka koi bhi shaks istemal kar sakta hai. 

Ispe dusre admi se sampark ya  baat karne ke liye admi chahe messages ke duwara kare ya chahe Video call ke duwara dono option yeah app provide karti hai..

Iss app ka additional feature yeah bhi hai ki aap anya apps ke mukable ispe aap chahe to 4 se jyda logo se bhi baat kar sakte hai jaisa ki baki anya apps duwara kewal 4 hi logo se ek baar mein baat ki ja sakti hai.


Comments

Popular posts from this blog

whatsapp

Tinder

snapchat